Sunday 14 August 2016

Feelings

Kai sarre Fariyaad...
Kitne Sarre Armaan...
The is chote se Dil ke jahan mai..
Ha ha ha ha..
Sab ekk pal mai..
Bikhair Diya,..
Bas tere chand lafzon ne..
Thank you..
Ab naa koi fariyaad rahaa..

Aur naa koi armaan..
Jinhone kasme khi thi..
Mere aanshu na dekhne ke..
Aaj unhone  hie..
Mujhe rula diya..
Naa guzzarish hai..
Naa koi aash hai..
Bas karta hu Duaa tujhse..
Agar dena dagaa mujhe..
To le jaana zakham tere..
Aur Yaadein teri..

No comments:

Post a Comment